Taqdeer mein likha hai
Meri thokre khana
Ha bedard zamana
Taqdeer mein likha hai
Meri thokre khana
Ha bedard zamana
Abb kaun sune dil
Kee kahani mere
Puchhega kaun
Ankho kaa pani mere
Yeh din isi khanabado ke
Pyar kiya, kyun pyar kiya
Marne naa diya jina
Bhi dushawar kiya
Aya naa char din bhi
Tumhe pyar nibhana
Hay pyar nibhana
Bedard zamana
Maiya ne mujhe chhod diya
Babul ne mukh mod liya
Sajan ne bhi dil tod diya
Hay iss dard kee mari
Kaa raha kaun thikana
Mai kisse aaj roke
Sunau yeh fasana
Sunau yeh fasana
Sunau yeh fasana
Sunau yeh fasana
Bedard zamana
Hai raat andheri mere
Dil mein hai andhera
Mere dil mein hai andhera
Ujada huwa hai aaj
Mera kal kaa basera
Hay kal kaa basera
Bhagwan, bhagwan
Bhagwan, bhagwan
Bhagwan meri raat kaa
Kab hoga savera
Kab tak tujhe manzoor hai
Yun mujhko rulana,
Hay mujhko rulana
Hay hay hay bedard zamana
Bedard zamana.
Khursheed Bano
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Manik Varma
Khursheed Bano, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Khursheed Bano
Khursheed Bano
Khursheed Bano
Khursheed Bano, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Khursheed Bano
Khursheed Bano