Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdeer mein mujhko
Woh ab toh likh raha hoga
Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdeer mein mujhko
Woh ab toh likh raha hoga
Tera hi bas hona chaahoon
Tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe
Marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
Tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe
Marham main hona chaahoon
Kar le kabool
Khudaya mere sajde
Ab toh naseeb
Mein mere usse likh de
Ho kar le kabool
Khudaya mere sajde
Ab toh naseeb mein
Mere usse likh de
Tu phir na soya hoga
Shayad phir roya hoga
Tu phir na soya hoga
Shayad phir roya hoga
Aasu meri palkon pe
Yun hi na aaya hoga
Dena mujhko aawazein
Ya sunn meri fariaadein
Ghere hain mujhko
Yaadein bin tere
Tujhe hi bas paana chaahoon
Khud ko main khona chaahonn
Tere dil ke inn zakhmo pe
Marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
Tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe
Marham main hona chaahoon
Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdeer mein mujhko
Woh ab toh likh raha hoga
Dil ne ibaadat ki hai
Teri bas chaahat ki hai
Dil ne ibaadat ki hai
Teri bas chaahat ki hai
Likaaya arziyon mein
Tujh bin jeena nahin hai
Mujh mein ab main kahan hoon
Tujh mein rehne laga hoon
Main toh bas jee
Raha hoon bin mere
Tujhe khwaab mein
Dikhna chaahoon
Teri saans mein khona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe
Marham main hona chaahoon
Tera hi bas hona chaahoon
Tere dard mein rona chaahoon
Tere dil ke inn zakhmo pe
Marham main hona chaahoon
Khuda ko dikh raha hoga
Na dil tujhse judaa hoga
Teri taqdeer mein mujhko
Woh ab toh likh raha hoga.
Nikhil D'Souza
Krishnakumar Kunnath (K.K), Suzanne D'Mello
Tia Bajpai
Siddharth Basrur
Siddharth Basrur