Sitamgar dil mein tere
Aag ulfat ki lagaa doongaa
Qasam teri tujhe main
Pyaar karna bhi sikhaa doonga
Teraa husn maana
Badi cheez hai
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai
Teraa husn maana
Badi cheez hai
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai
Zamaane mein hain tujh se
Ae ae ae
Laakhon haseen
Na hogaa magar koyi
Mujh saa kahin een een
Muhabbat agar
Tere dil mein nahin
Tere dil mein nahin
Tu kar le muhobbat
Bhali cheez hai
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai
Teraa husn maana
Badi cheez hai ae ae
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai
Na ho husn par
Itnaa magroor tu
Karegaa tu ik din
Meri aarzoo
Oo oo oo oo
Basaa doonga main
Dil mein ulfat ki dhoop
Dil mein ulfat ki dhoom
Mere lab pe jaadoo
Bhari cheez hai
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai ae ae
Teraa husn maana
Badi cheez hai ae ae
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai
Tu jab geet sun kar
Tadapne ae ae ae
Lage kisi ke liye dil
Dhadakne lage ae ae ae
Koyi jab tere dil
Mein basne lage
Dil mein basne lage
Samajhna muhobbat
Wohi cheez hai
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai
Teraa husn maana
Badi cheez hai
Meraa dil bhi aakhir
Koyi cheez hai.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi