Tera naam lene ki chahat hui hai
Hume tumse shayad mahobat hui hai
Tera naam lene ki chahat hui hai
Tera naam lene ki chahat hui hai
Hume tumse shayad mahobat hui hai
Hume tumse shayad mahobat hui hai
Sadiyo se hum bhi yahi keh rahe hai
Sadiyo se hum bhi yahi keh rahe hai
Hume tumse janam mahobat hui hai
Hume tumse janam mahobat hui hai
Tera naam lene ki chahat hui hai
Tera naam lene ki chahat hui hai
Hume tumse shayad mahobat hui hai
Suna hai zamana bada berahm hai
Ise paremiyo se badi dushmani hai
Oo, hajaro ne phir bhi mahobat ye ki hai
Kitabo me unki kahani likhi hai
Tumhe humne chaha, humhe tumne chaha
Tumhe humne chaha, humhe tumne chaha
To phir konsi ye kayamat hui hai
Sadiyo se hum bhi yahi keh rahe hai
Hume tumse janam mahobat hui hai
Tumhe dekhte hi dhadkata tha ye dil
Kai bar tumse ye kahne ko aaye
Na inkar kar do, isi dar se humne
Sabhi raj dil ke tumse chhupaye
Pata jab chala tum hume chahate ho
Pata jab chala tum hume chahate ho
To dil ko humare rahat hui hai
Tera naam lene ki chahat hui hai
Hume tumse shayad mahobat hui hai
Hume to mahobat nahi thi kisi se
Hume pyar karana sikhaya tumhi ne
Shok na humko magar tum samjhana
Padhe hai fasane mahobat ke humne
Jo nadan ban ke mile roj tum se
Jo nadan ban ke mile roj tum se
Yahi ek hum se shrarat hui hai
Tera naam lene ki chahat hui hai
Tera naam lene ki chahat hui hai
Hume tumse janam mahobat hui hai
Sadiyo se hum bhi yahi keh rahe hai
Sadiyo se hum bhi yahi keh rahe hai
Hume tumse janam mahobat hui hai
Hume tumse janam mahobat hui hai
Hume tumse janam mahobat hui hai.
Asha Bhosle, Udit Narayan
Asha Bhosle
Alka Yagnik, Shaan
Kumar Sanu
Asha Bhosle, Kumar Sanu
Kumar Sanu