Hey tere andar bhi kahin
Chup ke baitha hai
Kya koi stanley
Hey tere andar bhi kahin
Chup ke baitha hai
Kya koi stanley
Hey tere andar bhi kahin
Chup ke baitha hai
Kya koi stanley
Ruff sketch numa
Banti tasveeer
Behke bachpan ka chota peer
Ruff sketch numa
Banti tasveeer
Behke bachpan ka chota peer
Ruk kar bhi jo na dehra
Jin par yaadein de pehra
Pighalta pighalta wo chehra
Yaadon ke bhool
Bhoolayian mein
Chod aaya kya tu uuu uu
Hey tere andar bhi kahin
Chup ke baitah
Hai kya koi stanley
Bhook pyaas se bekhbar
Unch neech se beasar
Bhook pyaas se bekhbar
Unch neech se beasar
Kirno mein nha ke taza tareen
Khushiyon ke
Nivale bhi zyada nahi
Bhola sa dil kare
Sab pe yakeen
Bhedo ki bheedo
Mein kya bhool aya tu
Hey tere andar bhi kahin
Chup ke baitha hai
Kya koi stanley
Left pocket mein
Dil ke kareebĀ tadapti kahani
Right pocket meinĀ macha shor
Boli ganchuk ki jubaani
Kab chota small size
Kab khud ki jawani
Kasturi tarqwaab bulbulaa
Pathar pe tod aya kya tu
Hey tere andar bhi kahin
So feesdi chup ke
Baitha hai tera stanley.
Shankar Mahadevan
Shaan
Hamsika Iyer
Sukhwinder Singh