Jaan bhi de kar yaar mile toh
Phir bhi takta sona
Ishq se badh kar is duniya mein
Aur bhala kyaa hoga
Ho tere badle jo maangu main khudaai
Ke yaar mere karun jo main tujh se bewafaai
Ke rab kare mar jaawaa
Hoo ke rab kare mar jaawaa
Hoo ke rab kare mar jaawaa
Tere badle jo maangu main khudaai
Ke yaar mere karun jo main tujh se bewafaai
Ke rab kare mar jaawaa
Hoo ke rab kare mar jaawaa
Hoo ke rab kare mar jaawaa
Shaadi ka mausam aaya hai
Karti hai shehnaai ishaare
Shaadi ka mausam aaya hai
Karti hai shehnaai ishaare
Sab ki toh ban gayi jodiyaan
Hum hi kyun reh jaaye kunwaare
Ek pal bhi sahun main judaai
Ke tere siva aur koi dekhun dikhaai
Ke rab kare mar jaawaa
Hoo ke rab kare mar jaawaa
Haaye ke rab kare mar jaawaa
Tod ke pinzara udd jaaungi
Tere naam se jud jaaungi
Ud jaaungi pardesh haan
Tod ke pinzara udd jaaungi
Tere naam se jud jaaungi
Pyaar ne baandhi pyaar se dori
Ab na milenge chori chori
Kabhi hotho se aaye duhaai
Ke juth muth tujhse karun ladaai
Ke rab kare mar jaawaa
Hoo ke rab kare mar jaawaa
Hruuu…balle balle balle balle
Bhari barsi khatan gaya si
Khatke le aaya kyaa
Are khat ke le aaya kattu
Le aaya kattu
Gore gore rang baaliye
Dil tere pe lattu
Haay re main mar jawaan
Haay re main mar jawaan
Bhari barsi khatan gaya si
Khatke le aaya kyaa
Are khat ke le aaya aari
Yeh sher wahin par dher ho gaya
Aankh jo tune maari
Haay ni main mar jawaan
Haay ni main mar jawaan
Bhari barsi khatan gaya si
Khatke le aaya kyaa
Are khat ke le aaya doli
Khat ke le aaya doli
Tere hi aangan mein
Ab utregi meri doli
Haay ni main mar jawaan
Haay ni main mar jawaan oye chakde
Bhari barsi khatan gaya si
Khatke le aaya kyaa
Are khat ke le aaya patase
Khat ke le aaya patase
Oye kuchh bhi karam karo
Saare log kare hasaan
Saare log kare hasaan
Haay ni main mar jawaan
Haay ni main mar jawaan oye chakde.
Aditya Narayan Jha
Sukhwinder Singh
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Rekha Bhardwaj
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Anuradha Paudwal
Alka Yagnik, Suresh Wadkar