Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Use mil gayi khudayi
Use mil gayi khudayi
Wo nasib le ke aaya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Use mil gayi khudayi
Use mil gayi khudayi
Wo nasib le ke aaya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Ye reshmi andhera
Jo bane nashib mera
Ye reshmi andhera
Jo bane nashib mera
Main na aaftab dekhu
Main na aaftab dekhu
Kabhi umar bar khudaya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Use mil gayi khudayi
Use mil gayi khudayi
Wo nasib le ke aaya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Is dil ki ye khata ke
Ye tujh pe mar mita hai
Is dil ki ye khata ke
Ye tujh pe mar mita hai
Ise kaise main sambhalu
Ye to ho gaya paraya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Use mil gayi khudayi
Use mil gayi khudayi
Wo nasib le ke aaya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Mere dil mein dard bar de
Ya jala ke khak kar de
Mere dil mein dard bar de
Ya jala ke khak kar de
Meri khak bhi kahegi
Meri khak bhi kahegi
Mujhe yaar ne mithaya
Tere gesuon ka saaya
Meri jaan jisne paya
Use mil gayi khudayi
Use mil gayi khudayi
Wo nasib le ke aaya
Tere gesuo ka saya.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle