Tere hote hue aaj mai lut rahi
Mere mathe pe lag raha dag
Are pathar ke bhagwan tu hai kaha
Teri dunia me lag jaye aag
Teri dunia me lag jaye aag
Tere hote hue aaj mai lut rahi
Laz aati hai mujhko ye kahte hue
Parbhu andha na ban aankh rahte hue
Laz aati hai mujhko ye kahte hue
Parbhu andha na ban aankh rahte hue
Mujhe dasne ko aaye hai dekh jara
Teri basti ke jahrile nag
Are pathar ke bhagwan tu hai kaha
Teri dunia me lag jaye aag
Tere hote hue aaj mai lut rahi
Chand chandi ke tukdo ki khatir yaha
Chand chandi ke tukdo ki khatir yaha
Ek abla ke fut rahe bhag
Are pathar ke bhagwan tu hai kaha
Teri dunia me lag jaye aag
Tere hote hue aaj mai lut rahi
Kisi bhai ki bichadi hui ek bahan
Bata kab tak kare tere dukhde sahan
Kisi bhai ki bichadi hui ek bahan
Bata kab tak kare tere dukhde sahan
Aaj jinda chita pe hu mai jal rahi
Jal rahe ummido ke bag
Are pathar ke bhagwan tu hai kaha
Teri dunia me lag jaye aag
Tere hote hue aaj mai lut rahi
Mere mathe pe lag raha dag
Are pathar ke bhagwan tu hai kaha
Teri dunia me lag jaye aag
Teri dunia me lag jaye aag
Tere hote hue aaj mai lut rahi.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar
Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Lata Mangeshkar
Amit Kumar, Asha Bhosle
Kishore Kumar
Alka Yagnik, Sadhana Sargam
Asha Bhosle
Kishore Kumar