Hafte mahine barso nahi
Sadiyo se hain yeh puraane
Tere mere yaraane ho
Tere mere yaraane ho ho ho ho
Galiya nagar gaanv basti nahi
Saari duniya hi yeh jaane
Tere mere yaraane ho
Tere mere yaraane ho ho ho ho
Hafte mahine barso nahi
Sadiyo se hain yeh puraane
Tere mere yaraane ho
Tere mere yaraane ho ho ho ho
Naino ke kajal se paanv ki paayal
Se julfo ke aanchal se puchho
Naino ke kajal se paanv ki paayal
Se julfo ke aanchal se puchho
Apani adaao se inn gori baaho se
Tirchhi nigaaho se puchho kya
Mujhe har janam me mila saath
Tera bite hain kitne jamaane
Tere mere yaraane ho
Tere mere yaraane ho ho ho ho
Galiya nagar gaanv basti nahi
Saari duniya hi yeh jaane
Tere mere yaaraane ho
Tere mere yaaraane ho
Kaali ghataao se udati fijaao
Ne mehaki hawaao ne dekha
Kaali ghataao se udati fijaao
Ne mehaki hawaao ne dekha
Chanda ke ghero ne gehare andhero
Ne chadate savero ne dekha kya
Sabne hain jaana pehchaana yeh
Maana too maane ya na maane
Tere mere yaraane ho
Tere mere yaraane ho ho ho ho
Hafte mahine barso nahi
Sadiyo se hain yeh puraane
Tere mere yaraane ho
Tere mere yaraane ho ho ho ho
Aankho me sapane lage hain
Tadapane khayaalo me tasvir teri
Aankho me sapane lage hain
Tadapane khayaalo me tasvir teri
Khud ko bhula ke tere paas
Aake kehti hain takdir meri
Meri mohabbat aur teri
Wafa ke bante rahenge fasane
Tere mere yaaraane ho
Tere mere yaaraane ho ho ho ho
Hafte mahine baraso nahi
Sadiyo se hain yeh puraane
Tere mere yaaraane ho
Tere mere yaaraane ho
Tere mere yaaraane ho
Tere mere yaaraane ho.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Zubaida Khanum
Kishore Kumar, Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Mohammed Rafi