Tere naghme teri baaten
Tera hi naam likhata hoon
Tere naghme teri baaten
Tera hi naam likhata hoon
Main aashiq hoon deewana hoon
Subahon ko shaam likhata hoon
Tere naghme teri baaten
Tera hi naam likhata hoon
Tere naghme teri baaten
Tera hi naam likhata hoon
Ajee kaisi deewani hoon
Subahon ko shaam likhati hoon
Tere naghme teri baaten
Tera hi naam likhata hoon
Teri yaado ke mausam ko
Kabhi main rok na paaun
Khayalon ke ghulista mein
Mahekta main chala jaaun
Meri aakhon ke darpan mein
Teri hi khaab aate hain
Mere armaan bade betar
Kahin na chain paate hain
Kahin na chain paate hain
Tere hotho pe hotho se
Haseen paigaam likhata hoon
Tere hotho pe hotho se
Haseen paigaam likhata hoon
Main aashiq hoon deewana hoon
Subaho ko shaam likhata hoon
Tere naghme teri baaten
Tera hi naam likhati hoon
Likhi tune jo chhup chhupke
Wahi to main kahani hoon
Teri saanso mein rehati hoon
Main teri zindagani hoon
Judaai ka koi lamha
Meri jaan na saha jaaye
Bina dekhe tera chahera
Kahin bhi na raha jaaye
Kahin bhi na raha jaaye
Jawaan awaaz ka harpal
Jawaa anjaam likhati hoon
Jawaan awaaz ka harpal
Jawaa anjaam likhati hoon
Ajee kaisi deewani hoon
Subahon ko shaam likhati hoon
Tere naghme teri baaten
Tera hi naam likhata hoon
Tera hi naam likhati hoon
Tera hi naam likhata hoon.
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Alka Yagnik