Tere pyar ka kya jawab doon
Main ye soch ti hu main kya kahu
Inkar karne ka hak to hai
Ikrar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Tujhe dar nahi hai samaj ka
Tujhe dar nahi hai samaj ka
Kisi rasham ka ya riwaz ka
Mere dil ke jahham siyega tu
Main jahar bhi hu to piyega tu
Teri baat sach hai magar
Mujhe atbar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Meri aarzu to wo kar sake
Meri aarzu to wo kar sake
Meri mang koi na bhar sake
Meri zindagi to na khil saki
Mai jo maut mangu na mil saki
Yahi faisla hai nasib ka
Takrar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe bhul ja mujhe jan le
Mujhe bhul ja mujhe jan le
Meri bebasi pahchan le
Na main soj hoon na main saaz hoon
Main kisi gunah ka raaz hu
Khamosh rahne ka hak to hai
Khamosh rahne ka hak to hai
Izahar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi
Mujhe pyar karne ka hak nahi.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)