Tere rang se rangi
Hain meri nazar
Kuch kaha nahin hain
Tumne kyon hain yeh asar
Tere rang se rangi
Hain meri nazar
Kuch kaha nahin hain
Tumne kyon hain yeh asar
Saaz kaise tumne chhedein
Raag kaise bajh uthe
Lamha lamha bas
Tumhaari hi kahani si lage
Tere rang se rangi
Hain meri nazar
Kuch kaha nahin hain
Tumne kyon hai yeh asar
Yeh jo meethi meethi pyaas hain
Tujhko paane ka ehsaas hain
Main sukh aur dukh se hoon bhare
Yeh woh begaani baat hain
Yeh jo meethi meethi pyaas hain
Tere bin yeh zindagaani
Kuch purani si lage
Gar jo tum ho saath
Mere to nayi baat hain
Tere rang se rangi
Hai meri nazar
Kuch kaha nahin hain
Tumne kyon hain yeh asar
Jab ho tum meri zindagi
Kyon itnee door ho sanam
Paas aake dekh lo zara
Mere palkein hain tumhi sanam
Jab ho tum meri zindagi
Dhoondti hain yeh nigahein
Tumko raahon mein sanam
Ab gaye jo chhod ke tum
To main jaoonga kidher
Tere rang se rangi
Hain meri nazar
Kuch kaha nahin hain tumne
Kyon hain yeh asar
Saaz kaise tumne chhedein
Raag kaise bajh uthe
Lamha lamha bas
Tumhaari hi kahani si lage.
Amit Sana, Kumar Kanchas
Amit Sana
Amit Sana
Neeraj Shridhar