Teri duniya me aakar ke bhi
Teri duniya na dekh sake
Hum andhe khuda ke tu bande
Mita do ye dukhda dila do ek
Roti ka tukda ek roti ka tukda
Teri duniya me aakar ke bhi
Teri duniya na dekh sake
Hum andhe khuda ke tu bande
Mita do ye dukhda dila do ek
Roti ka tukda ek roti ka tukda
Apne hath se ghada re khilona
Phir kyu palna bhul gaye
Apne hath se ghada re khilona
Phir kyu palna bhul gaye
Aankhe banakar yu is tarha
Jyot dalna bhul gaye
Bhul gaye
Teri duniya me aakar ke bhi
Teri duniya na dekh sake
Hum andhe khuda ke tu bande
Mita do ye dukhda dila do ek
Roti ka tukda ek roti ka tukda
Log kahe andho ke aage
Har sam yaha andhera hai
Log kahe andho ke aage
Har sam yaha andhera hai
Par is andhere ne bhi dekho
Humse mukhda phera hai
Kya jane wo sham ke jisne
Dekha nahi sawera hai
Kya jane wo sham ke jisne
Dekha nahi sawera hai
Nahi roshni dekhi to phir
Kisko kahe andhera hai
Andhera hai
Teri duniya me aakar ke bhi
Teri duniya na dekh sake
Hum andhe khuda ke tu bande
Mita do ye dukhda dila do ek
Roti ka tukda ek roti ka tukda
Teri duniya me aakar ke bhi
Teri duniya na dekh sake
Hum andhe khuda ke tu bande
Mita do ye dukhda dila do ek
Roti ka tukda ek roti ka tukda.
Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)