Teri mast nigahon ne
Banaya hai hume deewana
Teri mast nigahon ne
Banaya hai hume deewana
Na jaane na jaane
Tujh mein kya kya dekha
Jo laye dil ka nazrana
O teri mast nigahon ne
Tumhi bolo mohabbat ke
Siwa kuch aur aata hai
Jaha dekhi haseen surat
Wahi dil bath jata hai
Rahe honge hum bhawre
Lekin bana lo ab to parvana
Teri mast nigahon ne
Banaya hai hume deewana
Teri mast nigahon ne
Husn kya hai na dekho agar
Dikhane ko machlta hai
Kisi ko dekh ke dekhe
To phir tevar badalta hai
Kisi ke naam se kyu kehte ho
Oji tum apna afsana
Teri mast nigahon ne
Banaya hai hume deewana
Teri mast nigahon ne
Yeh ek tarfa mohabbat kya
Kabhi pucha bhi hai humse
Kabhi uth te nahi badal
Ke mausam se
Zamane se yeh chala aata hai
Pyar mein jina mar jana
O teri mast nigahon ne
Banaya hai hume deewana
Na jaane na jaane
Tujh mein kya kya dekha
Jo laye dil ka nazrana
Teri mast nigahon ne.
Asha Bhosle, Jaani Babu Qawwal
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur