Teri zindagi hai ajab ik tarana
Teri shayari ka hain aashiq zamana
Teri zindagi hai ajab ik tarana
Teri shayari ka hain aashiq zamana
Teri zindagi hai
Hazaro dilo ne tere geet gaaye
Tera geet hote phoolo ko hasaye
Hazaro dilo ne tere geet gaaye
Tera geet hote phoolo ko hasaye
Lootata to apne dil ka khazana
Teri shayari ka hain aashiq zamana
Teri zindagi hai
Teri manzile hain aasmaan se aage
Teri kalpna ke sunheri hain dhaage
Teri manzile hain aasmaan se aage
Teri kalpna ke sunheri hain dhaage
Sunheri hain dhaage
Nahi teri sahurat ka koi thikana
Teri shayari ka hain aashiq zamana
Teri zindagi hai
Uthale tu haske mile hain jo sadamein
Naya rang layenge tere ye nagamein
Uthale tu haske mile hain jo sadamein
Naya rang layenge tere ye nagamein
Jahan yaad rakhenga tera fasana
Teri shayari ka hain aashiq zamana
Teri zindagi hai ajab ik tarana
Teri shayari ka hain aashiq zamana
Aashiq zamana aashiq zamana
Aashiq zamana.
Sushma Shrestha (Poornima)
Jatin Pandit, Sushma Shrestha (Poornima)
Pankaj Udhas
Asha Bhosle
Kavita Krishnamurthy, S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam