Tera rang sunahar ho kajra gahra gahra
Gore mukhde pe hai do naino ka pahra
Thumak thumak teri chal mastani
Maine sapno mein dekhi rup ki rani
Sach kahde tu wo to nahi
Ye to bata ri baki hiraniya
Tu kahe ghabraye
Tujhko farishta bhi dekhe to
Kadmo pe jhuk jaye
Ho tere naino ke pyale kore kore
Teri julf ka lahra ho jhume sehra sehra
Gore mukhde pe hai do naino ka pahra
Thumak thumak teri chal mastani
Maine sapno mein dekhi rup ki rani
Sach kahde tu wo to nahi
Badli se to barkha barse
Tujh se ujala barse
Tu wo nadiya jiske milan ko
Khud sagar bhi tarse
Ho tune dale hai kaise dore dore
Tham ja pahar do pahara
Ho ye dil tujhpe thahra
Gore mukhde pe hai do naino ka pahra
Thumak thumak teri chal mastani
Maine sapno mein dekhi rup ki rani
Sach kahde tu wo to nahi
Tera rang sunahar ho kajra gahra gahra
Gore mukhde pe hai do naino ka pahra
Thumak thumak teri chal mastani
Maine sapno mein dekhi rup ki rani
Sach kahde tu wo to nahi.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Usha Timothy
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Om Prakash Sonik
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Mohammed Rafi