Tip tap tup chup gup chup bundo kee dhun
Kehtee hai sun sapna koyee chun
Lagta hai aise jaise thehra ho pal, jane khoye hai ham kaha
Tip tap tup chup gup chup bundo kee dhun
Kehtee hai sun sapna koyee chun
Lagta hai aise jaise thehra ho pal, jane khoye hai ham kaha
Mehek rahee dhimee dhimee khushbu kahee
Pighal rahee jara jara yeh chandanee
Naa jane kyun behak rahee hai yeh fija
Kisko khabar kisko pata
Mehek rahee dhimee dhimee khushbu kahee
Pighal rahee jara jara yeh chandanee
Naa jane kyun behak rahee hai yeh fija
Kisko khabar kisko pata
Gehree halkee chaltee ruktee
Lagta hai badalee see apnee duniya
Jane khoye hai ham kaha
Dur kahee aasman peh sehra saje,
Sanso me kyun meethe meethe sargam baje
Chalee kyun yeh sanana sanana thandee hawa
Rindana din suhana sama
Dur kahee aasman peh sehra saje, sanso me
Kyun meethe meethe sargam baje
Chalee kyun yeh sanana sanana thandee hawa
Rindana din suhana sama
Palke chalke sapne kalke
Lagta hai mile phir se khoyee khushiya
Jane khoye hai ham kaha
Tip tap tup chup gup chup bundo kee dhun
Kehtee hai sun sapna koyee chun
Lagta hai aise jaise thehra ho pal
Jane khoye hai ham kaha.
Krishna Beura
Shaan
Abhijeet Bhattacharya