Toota hua dil leke chale
Apne watan se
Saiyad ne bulbul ko nikala hai
Chaman pe
Toota hua dil leke chale
Phoolo mein basera tha
Use aag lagakar
Phoolo mein basera tha
Use aag lagakar
Par kat ke saiyad ne
Begar bana kar
Par kat ke saiyad ne
Begar bana kar
Bulbul ko juda kar diya
Bulbul se chaman se
Saiyad ne bulbul ko nikala hai
Chaman pe
Toota hua dil leke chale
Aankhon mein chalakte huye
Ashqo ki jubani
Duniya ko sunate huye
Gurbat ki kahani
Ghabrake sitam ka
Zamane ke chalan se
Toota hua dil leke chale
Apne watan se
Saiyad ne bulbul ko nikala
Hai chaman se
Toota hua dil leke chale
Kisko dile barbad ki rutdad sunaye
Kisko dile barbad ki rutdad sunaye
Hai kaun jise jake yeh fariyaad sunaye
Hai kaun jise jake yeh fariyaad sunaye.
Munawar Sultana
Naseem Akhtar
G. M. Durrani