Tu akela nahi tere
Jaise aur kai log hai
Tu akela nahi tere
Jaise aur kai log hai
Ruthi rahe nindiya
Bairan jiske nain se
Chain se kate na jinki raat
Chain se kate na jinki raat
Tu akela nahi tere
Jaise aur kai log hai
Tune jisko sukh samjha tha
Wo tha sukh ka saya
Wo tha sukh ka saya
Tu saye ke piche bhaga
Diwana kahlaya
Diwana kahlaya
Saya na aaya tere hath
Saya na aaya tere hath
Tu akela nahi tere
Jaise aur kai log hai
Pawan prem ki jyoti
Rakhde aachal kabhi jalake
Kabhi kisi ki nayya
Dube sahil se takrake
Ye to nasibo ki hai bat ho
Ye to nasibo ki hai bat ho
Tu akela nahi tere
Jaise aur kai log hai
Jiwan kya hai ulajhi si
Ek dagar diwane
Ek dagar diwane
Bhul ja sari biti bate
Bhul ja ye afsane
Bhul ja ye afsane
Koi chala tha tere sath ho
Koi chala tha tere sath ho
Ruthi rahe nindiya
Bairan jiske nain se
Chain se kate na jinki raat
Chain se kate na jinki raat
Tu akela nahi tere
Jaise aur kai log hai
Aur kai log hai aur kai log hai
Aur kai log hai aur kai log hai.