Ae pata hai sara gaon
Teri hi baatein kar raha hai
Tu itna accha kaise naach leti hai
Main to kitni kosis ki par
Tere bas ka nahi hai yeh
Sab gajrala ki ek mamuli ladki hat
Phir chutki kya hai
Arre yeh to galti se
Paida hui gajrala mein
Ise to hona chahiye tha bambai
Sach didi agar tum
Bambai chali jao to
Tehalka macha
Degi aapni chutki
To kare teri haan teri hai ucheta
Ke main ban ke jahan meri jaan
Na jane khud ko tu hai kya
Tu hai kya
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Sare sapne samne hoge
Ek do teen char
Paanch che saat aanth
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Hat kuch bhi bolti hai
Ae chudiwale chacha aapni
Chutki madhuri lagti hai ki nahi
Bechta hoon chudiyan
Chudiyon ki kasam arre tu hai
Kahan madhuri se kam
Tu aapni kalyi hilayen
To madhuri yaad aaye
Arre sach keh raha hoon
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Sare sapne samne hoge
Ek do teen char
Paanch che saat aanth
Tu ban jayegi madhuri
Tere khaasne mein
Bhi ek kasis hai
Kuwaro ki neeindo pe bandis hai
Ghusse mein bhi tu lage madhuri
Yeh teri lat uspar latkhat
Yeh naina matkaye to
Madhuri yaad aaye
Arre to muskaye to
Madhuri yaad aaye
Hat yeh kehne se
Phir kaise raha jaye
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Sare sapne samne hoge
Ek do teen char
Paanch che saat aanth
Tu ban jayegi madhuri
Arre panditji jara
Iske haath to dekhna
Haan haan kyon
Nahi kyon nahi
Haath to bada
Nirala hai nirala hai
Yuwo mein tera
Bolbala hai bolbala hai
Jhoot bolu to tota
Udjaye abhi abhi sigrahi
Tera samay aane wala hai
Aanewala hai aanewala hai
Arre dakshina to deti jaa
Yeh lo thenga
Arre o chutki kya hai
Gajab ki naachti ho
Gajab ki gaati ho tum
Main haan tum
Ujde hua chehro ko
Pal mein khilati ho tum
Main haan tum
Samosa kachodi
Yeh pede yeh bundi
Yeh chamcham
Rasgulle barfi mallai
Khaogi kya garam
Garam jalebiyan
Ya mangwado main ek chai
Hmm badi mithi mithi
Baatein kar rahe ho
Zaroor hoga kuch kaam
Meri munnia ki shaadi
Hai itwaar ki shaam ko
Tum ko naachna hoga
Tum ko gana hi hoga
Madhuri ki tarha
Dil behlana hi hoga
Arre meri madhuri
Filmo mein naachti gati hai
Aise waise shaadiyon mein nahi
Paise dogi to who maan to aayegi
Tu kyon itna itrarahi hai
Sahi to kehraha hai
Raja tum bhi
Arre tum jab chaho
Humko nacha sakti ho
Aur khudke yeh tewar
Tewar kyon nahi honge
Yeh humare gajrola
Ki madhuri hai
Teri kya aukat hai
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Bambai jane ki hai deri
Tu ban jayegi madhuri
Ae madhuri ae
Madhuri ae madhuri.
Saurav, Shreya Ghoshal, Sudesh Bhonsle
Saurav, Sushma Shrestha (Poornima)
Mohit Chauhan
Ritika Sahni, Sonu Nigam