Tu gaye ja tu gaye ja
Koi tera geet sune jag mein
Tu apna tu apna
Tu apna geet sunaye ja
Tu apna geet sunaye ja
Ek bhag mein kitne phool khile
Aur bhuje kitne deep yaha
Ek bhag mein kitne phool khile
Aur bhuje kitne deep yaha
Kitne premi kitne premi
Hans kar mile
Aur bichade kitne meet yaha
Tu gaye ja tu gaye ja
Koi tera geet sune jag mein
Tu apna tu apna
Tu apna geet sunaye ja
Tu apna geet sunaye ja
Ek preet nagari mein aati hai
Ek preet nagari mein aati hai
Hans hanskar kabhi hansati hai
Ro ro kar kabhi rulati hai
Phir mujhko ye samjhati hai
Tu gaye ja tu gaye ja
Koi tera geet sune jag mein
Tu apna tu apna
Tu apna geet sunaye ja
Tu apna geet sunaye ja
Jabi tak hai mann ka sathi
Aasha ki kami hai duvida ki
Naino ki naino ki naino ki
Jyot hai bujh jaati bujh jaati.
Krishna Chandra De (K. C. Dey)
Krishna Chandra De (K. C. Dey)