Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Mane mera dil kyu na mane
Mane mera dil kyu na mane
Ye to main nahin janu mera rab jane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Mane mera dil kyu na mane
Ye to main nahin janu mera rab jane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Jane wafa maine apna tujhe mana
Jane wafa maine apna tujhe mana
Kyu pyar hua tujhse maine nahin jana
Aa bhi ja aa bhi jaa tu mujhe samjhane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Main raho mein phoolo ki chadar bichadu
Zamee pe tumhare kadam pad na jaye
Mahakti rahe pyar ki jiski kaliya
Chalo milke hum sej aisi sajaye
Kadmo pe tere do jahan sadke
Zamee to hain zamee aasman sadke
Main teri ban jau main tere sang aau
Ke tujhpe deewani dil o jan sadke
Hamko milna tha hum mile anjane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Kar na bahane mahi aake ab jana nahin
Jake tadpana nahin o saba
Baji sahnayi baji sapno ki doli saji
Bani main dulhan bani hay rabba
Apna banaya tujhe dil mein basaya tujhe
Sine se lagaya tujhe o sabba
Yar mere aaj mujhe aisa laga pake tujhe
Jaise janmo se dil tujhe pahchane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane
Mane mera dil kyu na mane
Ye to mani nahin janu mera rab jane
Tujhe dekhe bina dil nahin mane
Tujhe dekhne ke dhundu main bahane.
Anuradha Paudwal