Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Aaj kal phool bhi
Dilwaale huaa karte hai
Koyi kadmo se
Lipat baitha to phir
To bhir kya hogaa
To phir kya hoga
Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Aaj kal kaliyaan badi
Shokh hua kartin hain
Koyi shokhi pe utar aayi to phir
To phir kya hoga
To phir kya hoga
Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Tum kabhi zulf ko chehre
Pe giraya na karo
Tum kabhi zulf ko
Chehre pe giraya na karo
Baaz dil waale bhi
Kamzor hua karte hain
Koyi naagin jo samjh
Baitha to phir
To phir kya hoga
To phir kya hoga
Mehfil e husn ki chilman
Ko uthaya na karo
Mehfil e husn ki chilman
Ko uthaya na karo
Bijliyaan kaali ghataaon
Mein chhupi hoti hain
Koyi chupke se
Chamak jaaye to phir
To phir kya hogaa
To phir kya hogaa
Tum akele to kabhi
Baagh me jaaya na karo
Tum kabhi aankh me
Kaajal bhi lagaya na karo
Tum kabhi aankh me
Kaajal bhi lagaya na karo
Inhin aankhon ke jareechon
Me to ham baste hain
Saath kaajal ke jo
Bah nikle to phir
To phir kya hogaa
To phir kya hogaa
Haay hoy
Husn waalon ke muqaabil
Kabhi aaya na karo
Husn waalon ke muqaabil
Kabhi aaya na karo
Sharbati aankhon ke
Doron me nashaa hota hai
Bin piye hi jo bahak jaao to phir
To phir kya hogaa
To phir kya hogaa
Tum akele to kabhi
Baagh me jaya na karo
Dekho angdayi ko bhi
Bahein udhaya na karo
Dekho angdayi ko bhi
Bahein udhaya na karo
Aaj tak chand ke
Daman ko npahcha koi
Chand gabhara ke gir
Jaye phir kya hoga
Tum khayalo ki ye
Tashwire banaya nakaro
Tum khayalo ki ye
Tashwire banaya nakaro
Ret par durse
Pani ka guma hota he
Umarbhar pyas nbuj
Pai to kya hoga to phir
To phir kya hogaa
To phir kya hogaa
Tum akele to kabhi
Baagh me jaya na karo
Tum to aainese bhi
Aankhe milaya karo
Tum to aainese bhi
Aankhe milaya karo
Aaj tak aeshi hashi
Chiz na dekhi hogi
Apni surat par mar baithe
To phir to phir kya hoga
To phir kya hoga
Tum to aainese bhi
Aankhe milaya karo
Tum to aainese bhi
Aankhe milaya karo
Dil na dene ke bhahot
Naj kiya karte ho
Apni surat par
Bigad gaye to phir
To phir kya hogaa
To phir kya hogaa
Tum akele to kabhi
Baagh me jaya na karo.
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mahendra Kapoor
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Sushma Shrestha (Poornima)
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
Kumar Sanu
Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu