Tum jab jab samne aate ho
Mere tan mein
Mere tanb mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum jab jab samne aate ho
Mere tanb mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum aisi baate karte ho
Mere mann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum aisi baate karte ho
Kuchh chehre aise hote hai
Jo apne apne lagte hai
Jo pichhe sach ho jate hai
Jo pahle sapne lagte hai
Jo pahle sapne lagte hai
Tum jab jab aankh milate ho
Mere man mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum jab jab samne aate ho
Tum aise takte ho mujhko
Palke meri jhuk jati hai
Tum hath pakadte ho mera
Sanse meri ruk jati hai
Sanse meri ruk jati hai
Tum sharama ke chup jate ho
Mere tann mein
Mere tann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum sharama ke chhup jate ho
Mere tann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum aisi baate karte ho
Tum puchho apni aankho se
Kyu apna dil kho baithe
Main bhuli sari duniya ko
Jo pas tumhare hu baithi
Jo pas tumhare hu baithi
Tum kaisi aag lagate ho
Mere mann mein
Mere mann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum kaisi aag lagate ho
Mere mann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum jab jab samne aate ho
Mere tann mein
Mere tann mein
Kuchh kuchh hota hai
Tum jab jab samne aate ho.
Asha Bhosle, Shamshad Begum, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar