Are chumki rani
Are ja ja chaila raja
Tum jaisi koi sundar
Is duniya mein na hogi
Main tumse agar dil mangu
To dogi ya na dogi
Tum jaisi koi sundar
Is duniya mein na hogi
Main tumse agar dil mangu
To dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Bola na nahin dungi
Jab se maine tumko dekha
Rup ke aage matha teka
Jab se maine tumko dekha
Rup ke aage matha teka
Jab se maine tumko dekha
Rup ke aage matha teka
Jab se maine tumko dekha
Rup ke aage matha teka
Deewana kab hua tumhara
Maine na jana
Chahe jaise bhi ho tumko
Ye hai samjhna kya
Ab is jeevan me to tum
Mere man se ja na sakogi
Main tumse agar dil mangu
To dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Kaha na nahin dungi
Agar kahi tum meri huyi na
Muskil hoga mera jeena
Agar kahi tum meri huyi na
Muskil hoga mera jeena
Agar kahi tum meri huyi na
Muskil hoga mera jeena
Agar kahi tum meri huyi na
Muskil hoga mera jeena
Aur kisi ko tumne chaha
Aisa kabhi na ho
Hal mera kya hoga varna
Tum ye bhi sunlo
Kya karoge
Pagal ho jaunga
Ya ban jaunna jogi
Main tumse agar dil mangu
To dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Kabhi nahin dungi
Chumki ho tum asali sona
Mujhe nahin ab tumko khona
Chumki ho tum asali sona
Mujhe nahin ab tumko khona
Chumki ho tum asali sona
Mujhe nahin ab tumko khona
Chumki ho tum asali sona
Mujhe nahin ab tumko khona
Jitna kar sakta hu tumko
Main to pyar karunga
Ek baar mein dil na bhara to
Sau sau bar karunga
Pehla karogi na na
Akhir mein ha kehdogi
Main tumse agar dil mangu
To dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Bolo dogi ya na dogi
Bolo dogi dogi ya na dogi
Achhchha baba dungi
Dungi dungi.
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Shobha Joshi
Anup Jalota
Alka Yagnik, Bappi Lahiri