Tamasha aaj ye dekhe
Jamane ke tamashayi
Chhlakate jam se tuti
Surahi aaj takrayi
Ha chalo mana sharabe
Husan kam hai
Or hai tuti surahi
Jamana dub jaye is me
Itni hai gahrayi
Tumhare dil ko
Ulfat ka nisana
Karke chhodenge
Tumhare dil ko
Ulfat ka nisana
Karke chhodenge
Pila kar main jawani ki
Pila kar main jawani ki
Deewana kar ke chhodenge
Deewana kar ke chhodenge
Sharab apni purani hai
Nazer me se pilani hai
Sharab apni purani hai
Nazer me se pilani hai
Chhalakte jam valo ko
Chhalakte jam valo ko
Rawana kar ke chhodenge
Rawana kar ke chhodenge
Ugalti jawani mein
Kabhi garmi nahi hoti
Kabhi garmi nahi hoti
Ugalti jawani mein
Kabhi garmi nahi hoti
Kabhi garmi nahi hoti
Kachhi kali kali me kabhi
Pyar ki kabhi narmi nahi hoti
Kabhi narmi nahi hoti
Tumhare pyar ko
Jhutha fasana kar
Ke chhodenge
Tumhare pyar ko
Jhutha fasana kar
Ke chhodenge
Pila kar mai jawani ki
Pila kar mai jawani ki
Deewana kar ke chhodenge
Deewana kar ke chhodenge
Jawani hur hoti hai
Bhudapa buut hota hai
Bhudapa buut hota hai
Jawani hur hoti hai
Bhudapa buut hota hai
Purana jo pada ho maha hai vo
Vo bada majbut hota hai
Bada majbut hota hai
Bada majbut hota hai
Tumhe ye baat samjha kar
Rawana kar ke chhodenge
Tumhe ye baat samjha kar
Rawana kar ke chhodenge
Pila kar main jawani ki
Pila kar main jawani ki
Deewana kar ke chhodenge
Deewana kar ke chhodenge
Tumhe apni hasi baho ka
Dilkash haar dedenge
Ji dilkash haar dedenge
Tumhe apni hasi baho ka
Dilkash haar dedenge
Aaji tum roop do
Hum roop ka singar dedenge
Aa ji singar dedenge
Aa ji singar dedenge
Nyochhaver apne aashik par
Kazana karke chhodege
Pila kar main jawani ki
Pila kar main jawani ki
Deewana kar ke chhodenge
Deewana kar ke chhodenge.
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Shamshad Begum
Asha Bhosle, Usha Khanna
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Usha Khanna