Tumhari yaad ne bechain
Mujhko raat bhar rakha
Tumhari yaad ne bechain
Mujhko raat bhar rakha
Kabhi takiya kabhi takiya
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya udhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya udhar rakha
Tumhari yaad ne bechain
Mujhko raat bhar rakha
Kabhi takiya idhar
Rakha kabhi takiya ha
Kai din se tumhare milne
Ki thi aarzoo dil mein
Nazar aa jao bas ek bar
Ye thi justazoo dil mein
Kai din se tumhare milne
Ki thi aarzoo dil mein
Nazar aa jao bas ek bar
Ye thi justazoo dil mein
Ye thi justazoo dil mein
Miloge tum kabhi to
Dil isi ummid par rakha
Miloge tum kabhi to
Dil isi ummid par rakha
Kabhi takiya aaha
Kabhi takiya ho o
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya udhar rakha
Kabhi takiya idhar
Rakha kabhi takiya ha
Mile yun to kai masuk is
Duniya ki raaho mein
Magar tum jaisa katil
Chad gaya meri nigaho mein
Mile yun to kai masuk
Is duniya ki raaho mein
Magar tum jaisa katil
Chad gaya meri nigaho mein
Meri nigaho mein
Tumhari in adao ne
Mujhe deewana kar rakha
Tumhari in adao ne
Mujhe deewana kar rakha
Kabhi takiya haye
Kabhi takiya hoye
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya udhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya ha
Tamanna thi to bas ye
Ithi ki tumhari did ho jaye
Tumhari did ho jaye
To apni eid ho jaye
Tamanna thi to bas
Ye ithi ki tumhari did ho jaye
Tumhari did ho jaye
To apni eid ho jaye
Tamanna thi to bas
Ye ithi ki tumhari did ho jaye
Tumhari did ho jaye
To apni eid ho jaye
To apni eid ho jaye
Chhupake aaj tak ye chand
Ka chehara kidhar rakha
Chhupake aaj tak ye chand
Ka chehara kidhar rakha
Kabhi takiya kabhi takiya
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya udhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya udhar rakha
Tumhari yaad ne bechain
Mujhko raat bhar rakha
Kabhi takiya idhar rakha
Kabhi takiya ha.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Usha Timothy
Mohammed Rafi
Kavita Krishnamurthy