Tumhe kaise mein bataun
Tumhe kaise mein kahu
Mere bas mein agar ho to
Mein bas itna hi karun
Tumhe din bhar
Tumhe har pal
Dekhta hi mein rahu
Tumhe dekhu tumhe chahoon
Tumhe punju har pal
Tumhe sochu tumhe samjhu
Tumhe mangu har pal
Tumhe gungunau tumhe gau har pal
Mein tumhara hoon esha
Deewana meri jaan
Mera marna bhi tumhi ho
Mera jeena bhi ho tum
Meri madira bhi tumhi ho
Mera peeena bhi ho tum
Mera chandi bhi tumhi ho
Mera sona bhi ho tum
Mera hasna bhi tumhi ho
Mera roona bhi ho tum
Meri sari saason mein
Tum jaise ho ghuli
Meri aankhen tumhe dekhe
Chahe band ho ya khuli
Mein tumhara hoon esha
Deewana meri jaan
Meri dil mein hai yeh armaan
Tumhe ek din mein pauu
Es amber se bhi aaghe
Tumhein lekar jau
Jahan raahoon mein ho
Bekhree sab chand aur taare
Jahan geeton ke behte
Ho meethe ghaare
Jahan khwaabo ki duniya
Kabhi soi nahi ho
Jahan tum ho jahan mein
Hoon aur koi nahi ho
Mein tumhara hoon esha
Deewana meri jaan.
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hema Sardesai
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Kumar Sanu
Udit Narayan