Tumhe sunaye ek kahani
Tumhe sunaye ek kahani
Hai ye badi suhani
Prem nagar mein aake utri
Roop nagar ki rani
Ho roop nagar ki rani
Mast adaye nain katari
Mast adaye nain katari
Nikhri hui jawani
Aisa uska roop suhana
Duniya hui deewani
Ho duniya hui deewani
Is nagri mein us sahjadi ne
Kiya jab thikana
Ek sahjada dekh ke usko
Ek sahjada dekh ke usko
Bahut hua deewana
Us par kiya nichavar usne
Apna mal khazana
Dekho kismat bat ko kaise
Karti hai afsana
Ho karti hai afsana
Tumhe sunaye ek kahani
Tumhe sunaye ek kahani
Hai ye badi suhani
Prem nagar mein aake utri
Roop nagar ki rani
Ho roop nagar ki rani
Phir sahjade ne uske
Kadmo pe shish jhukaya
Usne apna pyara jiwan
Usne apna pyara jiwan
Usko bhet chadaya
Sama ko dekh ke
Tab parwana
Jalne se ghabraya
Kya jane ye pagli duniya
Use maja kya aaya ho
Use maja kya aaya
Tumhe sunaye ek kahani
Tumhe sunaye ek kahani
Hai ye badi suhani
Prem nagar mein aake utri
Roop nagar ki rani
Ho roop nagar ki rani.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi