Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se harr din huwa sunehra
Uthhe jaha bhi nazar tumhaari
Uthhe jaha bhi nazar tumhaari
Ho zindagi ka wahin savera
Sajje the kabse tumhare sapne
Meri nigaho ke darpano mein
Sulagti rehti thi dheemi dheemi
Ye aag madhma ke savano mein
Sakun hai jabse geysuon ki
Sakun hai jabse geysuon ki
Hasin chaon mein hai besera
Uthhe jahan bhi nazar tumhaari
Ho zindagi ka wahi savera
Ye kaise jaadu jaga diye hain
Mere khayalo ke aangano mein
Sunu sadaaye tumhare dil ki
Main apne sine ki dhadhkano mein
Jidhar bhi jaun hai saath jaise
Jidhar bhi jaun hai saath jaise
Tumhari baaho ka narm ghera
Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se harr din huwa sunehra
Naya nahi hai ye dil ka mausam
Bayi nahi chaahtein humaari
Mile nahi the magar hamesha
Nigah mein thi chhavi tumhari
Thi mere dil mein tumhari dhadhkan
Thi mere dil mein tumhari dhadhkan
Tumhaare honto pe naam mera
Tumhi se roshan hai raat meri
Tumhi se harr din huwa sunehra
Uthhe jaha bhi nazar tumhaari
Ho zindagi ka wahi savera
Ho zindagi ka wahi savera
Ho zindagi ka wahi savera.
Asha Bhosle, Jagjeet Kaur, Pamela Chopra
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar