Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Han han sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Aye mere khwabo ki sahjadi
Khwabo ki tabir hai tu
Barso tarasha tha maine jise
Wo sokh taswir hai tu
Aankho hi aankho mein bate kare
Dushman jamane se hum kyu dare
Dushman jamane se hum kyu dare
Chahat ke sholo mein jalte hai hum
Shama tu parwana main
Sab se deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Han han sab se deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Laila to majnu se mil na saki
Hum dono mil ke rahenge
Aashik hai hum to naye daur ke
Hum na judai sahenge
Rahenge sada in fizao mein hum
Mahakte rahenge hawao mein hum
Mahakte rahenge hawao mein hum
Bas ek tujhe janti hu sanam
Hu sabse anjani main
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana mai
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Han han sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main.
Alka Yagnik, Kumar Sanu, Sudesh Bhonsle
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Alka Yagnik, Mitali Chowdhury, Udit Narayan, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy
Asha Bhosle, Kumar Sanu