Tumko main bade maze ki
Sunau kahani
Tumko main bade maze ki
Sunau kahani
Tum sun lo sun lo sun lo
Ye bade maze ki kahani
Ae ji chhum ae ji chhum
Ae ji chhum chhum chhum
Chhum chhum chhum chhum
Chhum chhum
Tumko main bade maze ki
Sunau kahani
Rehti thi kisi gaaon
Mein ek roop ki rani
Rehti thi kisi gaaon
Mein ek roop ki rani
Wo hansti thhi to aa jaati thi
Phoolon par jawaani
Tumko main bade maze ki
Sunau kahani kahani kya hai
Yuvraaj giraftaar ko
Ik daaku se nikla
Wo roop ki rani se mila
Bhes tha badla
Aur phir phir rani ho gayi
Yuvraj ki soorat pe
Deewaani rani ho gayi
Yuvraj ki surat pe deewaani
Tum sun lo sun lo sun lo
Ye bade maze ki kahani
Ae ji chhum ae ji chhum
Ae ji chhum chhum chhum
Chhum chhum chhum chhum
Chhum chhum
Tumko main bade maze ki
Sunau kahani
Phir kya hua yuvraj ko
Naukar samajh itna na socha
Aji itna na socha
Daaku jo pakad lega
Wo chuha to nahin hoga
Aur kaam uska hai ye jiski ho
Talwaar mein paani
Kaam uska hai ye jiski ho
Talwaar mein paani
Tum sun lo sun lo sun lo
Ye bade maze ki kahani
Ae ji chhum ae ji chhum
Ae ji chhum chhum chhum
Chhum chhum chhum chhum
Chhum chhum
Tumko main bade maze ki
Sunau kahani.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar