Betabv nigaho se mujhe dekhne walo
Kuch itna bahakte ho jara hosh sambhalo
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Isliye bekhudhi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Dil to kahta hai sabse rahu bekhabar
Dil to kahta hai sabse rahu bekhabar
Meri jan puche na kisi ki najar
Meri jan puche na kisi ki najar
Lekin husn me dilkashi ho to mai kya karu
Husn me dilkashi ho to mai kya karu
Isliye bekhudhi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Chahti hu ki koi na dekhe mujhe
Chahti hu ki koi na dekhe mujhe
Meri khushbu bhi dunia se chup ke rahe
Meri khushbu bhi dunia se chup ke rahe
Magar julf mahki hui ho to mai kya karu
Julf mahki hui ho to mai kya karu
Isliye bekhudhi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Mere dil pe hai kya tum nahi jante
Mere dil pe hai kya tum nahi jante
Kash tum meri najro ko pahchante
Kash tum meri najro ko pahchante
Magar huzur
Kuch tumhi me kami ho to mai kya karu
Kuch tumhi me kami ho to mai kya karu
Isliye bekhudhi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu
Tumne aankho se pi ho to mai kya karu.
Asha Bhosle
Kamal Barot, Mohammed Rafi, Usha Khanna, Usha Mangeshkar
Mahendra Kapoor
Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi