Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tujh mein hain khoon mera
Tujh mein hain khoon mera
Tu bilkul mere jaisa hain
Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tujh mein hai khoon mera
Tu bilkul mere jaisa hain
Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Maa ke laad ke tu hain kahani
Baap ke pyaar ki tu hain nishani
Hum dono ka dhyaan tu rakhna
Apne ghar ki shaan tu rakhna
Tu bete ka farz nibhana
Maa ke doodh ka karz nibhana
Tujhe maine janam diya hain
Tujhe maine janam diya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tera doodh aisa hain na
Mera khun aisa hain
Tera doodh aisa hain na
Mera khun aisa hain
Naa yeh tere jaisa hain na
Yeh mere jaisa hain hain hain.
Apne bachapan ka yeh zamana
Yaad tu rakhna bhul na jaana
Mere budhape ka tu sahara meri
Ummedon ka tu sitara
Mere saare kaam tu karna
Uncha mera naam tu karna
Tujhe mera naam mila hain
Tujhe mera naam mila hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Tujh mein hain khoon mera
Tu bilkul mere jaisa hain
Tune mera doodh piya hain
Tu bilkul mere jaisa hain
Pariyon ki hogi woh sehzaadi
Jis se karunga main teri shaadi
Doli bahu ka launga main jhum
Ke nachun gaunga main
Tujhe bana ke darpan apna
Maine dekha tha yeh sapna
Mera sapna tut gaya hain naseeba
Mera aiss hain tu jiye hazaron saal
Tu jiye hazaron saal nahin
Parwah tu kaisa hain hain hain
Tu jiye hazaron saal nahin
Parwah tu kaisa hain.
Mohammed Aziz, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Mohammed Aziz, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)