Tu hi hai aks mera
Tera hi pahlu main
Banke laksh main tera
Tujhme hi rah lu main
Ho tu hi hai aks mera
Tera hi pahlu main
Banke laksh main tera
Tujhme hi rah lu main
Lamha ye fir na mile
Inko na chhodu main
Tujhko hi dhago mein bun lu
Main tujhko hi odhu main
Chalte the rukate
The pahle bhi kabhi
Aashiya ka tha kya pata
Raah gujarte tera
Jo saaya chhu liya
Jaana beghar hai bas yahan
In hawao mein haa
Udne laga kyo bhala
Dil ka khol diya kisne hai pinjra
In hawao mein haa
Udne laga kyo bhala
Dil ka khol diya kisne hai pinjra
Tu hi hai aks mera
Tera hi pahlu main
Banke laksh main tera
Tujhme hi rah lu main
Lamha ye fir na mile
Inko na chhodu main
Tujhko hi dhago mein bun lu
Main tujhko hi odhu main
Pahle kabhi jo tha likha
Aansuo ne mita diya
Tujhse mila to panno
Ko rango se tere saja diya
Khuli kitaabo si thi zindgi ye meri
Kisi ne jo na tha chhua
Panno ko ab mere
Zindagi mil gayi
Tune inhe jab se padha
In hawao mein haa
Udne laga kyo bhala
Dil ka khol diya kisne hai pinjra
In hawao mein haa
Udne laga kyo bhala
Dil ka khol diya
Kisne hai pinjra
Tu hi hai aks mera
Tera hi pahlu main
Banke laksh main tera
Tujhme hi rah lu main
Lamha ye fir na mile
Inko na chhodu main
Tujhko hi dhago mein bun lu
Main tujhko hi odhu main.
Mudasir Ali
Mudasir Ali