Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya
Fir nayi mastiya sath le kar
Najaro me sath le kar aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya
Aaj duniya jawaa ho gayi hai
Zindgi meharbaa ho gayi hai
Aaj duniya jawaa ho gayi hai
Zindgi mehrabaa ho gayi hai
Ae baharo teri kahani
Ab meri dasta ho gayi hai
Ab meri dasta ho gayi hai
Mil gayi ab mujhe meri manzil
Mai hasi yadgaar me aaya
Mai hasi yadgaar me aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya
Aa gaya fir suhana savera
Mit gaya shame ghum ka andhera
Aa gaya fir suhana savera
Mit gaya shame ghum ka andhera
Gungunane lagi hai ye bahare
Fir hawao ne nagama bakhera
Fir hawao ne nagama bakhera
Saaj fir chid gaye jindgi ke
Rang fir dil ke taar me aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya
Aaj ki bekhudi ka batau
Nagama ye jindgi ka sunau
Aaj ki bekhudi ka batau
Nagama ye jindgi ka sunau
Ye bahare ye gulake ye kaliya
Inse apni khushi kya chupau
Inse apni khushi kya chupau
Jo mera raaj dil dal ke hai
Mai unhe raajdaro me aaya
Mai unhe raajdaro me aaya
Aaj udhta hua ek panchi
Zindagi ki bahar me aaya.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi