Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Duniya ke bazar me
Apna band bajaye ja
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Duniya ke bazar me
Apna band bajaye ja
Duniya ke bojh ko sar se utar dde
Chinta ke bhut ko banduk mar de
Duniya ke bojh ko sar se utar dde
Chinta ke bhut ko banduk mar de
Kyu bhai maine thik kaha
Ha ha tumne thik kaha
Are tab fir maine thik kaha
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Duniya ke bazar me
Apna band bajaye ja
Duniya ki gadiya
Duniya ki gadiya chalti hai juth par
Duniya ko mar de bate ke but par
Duniya ki gadiya chalti hai juth par
Duniya ko mar de bate ke but par
Kyu bhai maine thik kaha
Ha ha tumne thik kaha
Are tab fir maine thik kaha
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Duniya ke bazar me
Apna band bajaye ja
Duniya ke fer me padna fazul hai
Zindagi usi ki hai jo ki dam phul hai
Duniya ke fer me padna fazul hai
Zindagi usi ki hai jo ki dam phul hai
Kyu bhai maine thik kaha
Tumne bikul thik kaha
Unche sur me gaye ja
Masti me lahraye ja
Duniya ke bazar me
Apna band bajaye ja.
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Asha Bhosle
Hemanta Kumar Mukhopadhyay