Uss jane do alam ka jalwa
Uss jane do alam ka jalwa
Are parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa
Parde mein bhi
Hai be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa
Mustak nighon ka
Tauba tauba
Mustak nighon ka tauba
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa
Aa ha bechain rahe
Aashiq ki nazar
Thodi si magar
Tashkin bhi ho
Thodi si magar
Tashkin bhi ho
Ha aa bechain rahe
Aashiq ki nazar ha aa
Thodi si magar tashkin
Bhi ho ha aa
Uss parda nasi ka
Yeh mansha
Uss parda nasi ka
Yeh mansha
Are parde mein bhi
Hai aa aa aa
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa
Kya husn e zameen
Kya rang e phalak
Sab uske karismo
Ki hai zalak
Sab uske karismo
Ki hai zalak
Taro mein basa
Hai noor uska
Taro mein basa
Hai noor uska
Phulo mein basa
Hai rang uska
Phulo mein basa
Hai rang uska
Haye roop mein
Samil roop uska
Are dhang mein
Samil dhang uska
Are dhang mein
Samil dhang uska
Kya husn e zameen
Kya rang e phalak
Kya husn e zameen
Kya rang e phalak
Sab uske karismo
Ki hai zalak
Sab uske karismo
Ki hai zalak
Awal bhi wahi
Aakhir bhi wahi
Awal bhi wahi
Aakhir bhi wahi
Wo jal bhi wahi j
Ahir bhi wahi
Wo jal bhi wahi
Jahir bhi wahi
Manshor wahi
Sharmad bhi wahi
La hud bhi wahi
Aur hud bhi wahi
Shola bhi wahi
Shabnam bhi wahi
Sach yeh hai ki hai
Khud hum bhi wahi
Makhluk se khalik ka rista
Ha aa aa aa
Makhluk se khalik ka rista
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa
Wo mali ke gul mahebub mera
Sunta hai har ek
Dhadkan ki sada
Sunta hai har ek
Dhadkan ki sada
Jab uska ishara hota hai
Jab uska ishara hota hai
Taqdeer savar ne lagti hai
Taqdeer savar ne lagti hai
Muddat ke taraste khwabon ki
Tabir ubharne lagti hai
Tabir ubharne lagti hai
Wo mali ke gul mahbub mera
Ha aa wo mali ke gul
Mahebub mera
Sunta hai har ek
Dhadkan ki sada
Sunta hai har ek
Dhadkan ki sada
Sajde mein jhuka
Kar sar apna
Sajde mein jhuka
Kar sar apna
Mange jo kabhi insaan dua
Mange jo kabhi insaan dua
Ho jati hai har muskil aasa
Mil jati hai dard e dil ki dawa
Ha aa aa aa
Wo mali ke gul mahebub mera
Sunta hai har ek
Dhadkan ki sada
Ha aa aa aa
He uski hai khas khas ada
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa
Parde mein bhi hai
Be parda bhi hai
Uss jane do alam ka jalwa.
Asha Bhosle
Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi