Jiniya tane der lagiya tainu
Ek lage to tu jane
Gulam phariba dil othe daiye
Jithe agala kadar bhi jane
Vairiya we ho kiya kya kasoor
Maine tera wevairiya we
Chahe jo saluk kar mujhe
Manzoor par zurm
Zaroor das mera ve
Vairiya we ho kiya kya kasoor
Maine tera we vairiya we
Ankhiyo mein bas ke ankhiyo se
Das ke leta nahi has ke salam tu
Itna to kam kar mujhe badnam kar
Koi bhi lagake ilam tu
Kar kuch bahana konsa na mana
Hukam huzur das tera we
Vairiya we ho kiya kya kasoor
Maine tera we vairiya we
Acha kiya tune tod diya tune
Dil mera bada magrur tha
Apni wafa pe sharam haya pe
Kabhi mujhe itna gurur tha
Kadmo mein tere rakh diya sar le
Tuta gurur bas mera we
Vairiya we ho kiya kya kasoor
Maine tera we vairiya we
Yaha nahi chalta jor dilo ka
Yaha dastur chalte hai
Gal sun sajna chal mere balma
Duniya se dur chalte hai
Yaha nahi rahna itna tu kahna
Kar manzoor bas mera we
Vairiya we ho kiya kya
Kasoor maine tera we
Vairiya we vairiya we
Vairiya we vairiya we.
Kavita Krishnamurthy
Manhar Udhas, Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Pankaj Udhas