Waqt Ke Saath - Begaana lyrics | Begaana - Waqt Ke Saath lyrics

Waqt Ke Saath is a hindi song from the 1986 movie Begaana. Waqt Ke Saath singers are Asha Bhosle, Mohammed Aziz. Waqt Ke Saath composer is Anu Malik and Waqt Ke Saath lyricist or song writer is Anjaan. Waqt Ke Saath music director is Anu Malik. Waqt Ke Saath features Dharmendra, Kumar Gaurav, Rati Agnihotri. Waqt Ke Saath director is and the producer is . The audio of Waqt Ke Saath song was released on 18th July, 1986 by Saregama. Waqt Ke Saath YouTube video song can be watched above.


Chal raha hoon mere dil mein
Sirf chalne ki khushi hain
Aane wale kal ki surat
Meri aankho mein basi hain
Mar chuke hain wo jo
Thak kar rashte mein baith jaye
Waqt se ladta raha main
Waqt ka mara nahin hoon


Waqt ke sath har zkham bharta nahin
Waqt ke sath har zkham bharta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin


Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam
Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam
Waqt gaye na gujare gujarta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin


Waqt hota hain kya ye use hain pata
Waqt ki aag mein jo jala hain
Waqt ka dusara naam takdir hain
Zor kismat pe kiska chala hain
Waqt ki thokre chur kar de jise
Wo bigad ke swarta nahin
Waqt ka zkham sah jaye aise hain kam
Waqt gaye na gujare gujarta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin


Dhup banke kabhi chhav banke kabhi
Waqt chehare badalta rahega
Waqt ki thokre kha ke bhi aadmi
Yuhi girta sambhalta rahega
Wo hai kya aadmi apni himmat se
Jo waqt ka rukh bdalta nahin
Waqt ke sath hain zkham bharta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin
Phir bhi jite hain sab koi marta nahin


Waqt ki dhund se hum jo gujare kabhi
Rah sujhe na koi kahi oo oo
Aati jati rahi waqt ki aandhiya
Chand sooraj bhuje to nahin
Chand sooraj bhuje to nahin


Waqt hain berham kar le kuch bhi sitam
Waqt hain berham kar le kuch bhi sitam
Waqt humse zuda to nahin jite ji kyun mare
Waqt se kyu dare waqt apna khuda to nahin
Waqt apna khuda to nahin
Waqt apna khuda to nahin
Waqt apna khuda to nahin.



Movie/album: Begaana
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Anjaan
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Saregama
Starring: Dharmendra, Kumar Gaurav, Rati Agnihotri
Release on: 18th July, 1986
1. Who is the music director of the song Waqt Ke Saath
Ans: Waqt Ke Saath song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Waqt Ke Saath
Ans: Waqt Ke Saath song singers are Asha Bhosle, Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Waqt Ke Saath
Ans: Waqt Ke Saath song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Waqt Ke Saath
Ans: Waqt Ke Saath song lyricist is Anjaan
5. What is the movie of the song Waqt Ke Saath
Ans: Waqt Ke Saath song is from Begaana
6. Who wrote the song Waqt Ke Saath
Ans: Waqt Ke Saath song is written by Anjaan

Find other songs in - Begaana

1
Tose Nazar Ladi

Asha Bhosle

2
Sagar Ka Jhilmil Paani

Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

3
Pyar Nibhana Bhool

Asha Bhosle

4
Daanton Ka Zamana

Mahendra Kapoor

5
Bulati Hai Bahar

Lata Mangeshkar

6
Aaye Gayo

Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar

7
Phir Woh Bhooli

Mohammed Rafi

8
Na Jaane Kahan

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

9
O Dil Jaani

Asha Bhosle

10
Jigar Tham Lo

Kishore Kumar

11
Dear Sir Aap Ko

Asha Bhosle, Kishore Kumar

12
Apno Mein Main Begaana

Kishore Kumar