Waqt Ki Keemat - Nidaan lyrics | Nidaan - Waqt Ki Keemat lyrics

Waqt Ki Keemat is a hindi song from the 2000 movie Nidaan. Waqt Ki Keemat singers are Nandu Bhende (Sadanand Atmaram Bhende), Sagarika Mukherjee. Waqt Ki Keemat composer is Rahul Ranade and Waqt Ki Keemat lyricist or song writer is Gautam Joglekar. Waqt Ki Keemat music director is Rahul Ranade. Waqt Ki Keemat features Nisha Bains, Sunil Barve, Shivaji Satam, Reema Lagoo, Mohan Joshi, Dilip Prabhawalkar, Shama Deshpande, Shagufta Ali, Sunil Shinde, Sanjay Dutt. Waqt Ki Keemat director is and the producer is . The audio of Waqt Ki Keemat song was released on 28th July, 2000 by PAN Music. Waqt Ki Keemat YouTube video song can be watched above.


Kahe ko bante ho kartus
Kyu bigadte ho plan
Kahe ko bante ho kartus
Kyu bigadte ho plan
Baate karo zara matlab ki
Kya kharabi hai dilbar mein
Thode gaane thodi ladai
Kuch pal bitaye aao masti mein
Dekha hai karlo padhai
Waqt ki keemat pehchano tum
Dil ki kadar karna jano tum
Waqt ki keemat pehchano tum
Dil ki kadar karna jano tum


Aisa hai to kyu jate ho
Dekh cricket ka match
Ae sala meri to wicket gayi
Kahe ko chhoda retek
Waqt ki keemat pehchano tum
Dil ki kadar karna jano tum
Waqt ki keemat pehchano tum
Dil ki kadar karna jano tum


Sports mein hoti hai kasrat
Upar se hota hai fun
Sharirik swasty ka karne jatan
Khelna kudna jaruri hai


Karo na filmo se nafrat
Isme bhi hota hai fun
Dene khayalo ko motivation
Filme dekhna jaruri hai
Filmo ki keemat pehchano tum
Dil ki kadar karna jano tum
Filmo ki keemat pehchano tum
Dil ki kadar karna jano tum


Entertainment ke saath saath
Bahot kuvh sikhne ko milta hai
Apne crazy sapno ko
Sachmuch dekhne ko milta hai
Khas kar jab iss film mein ho
Mera sanju baba
Chahe ho romantic seen
Chahe ho khun kharaba
Uske jaisa koi aur nahi hai
North south east ya west
Mera dilbar sab se hasi hai
Mera sanju hai sab se best
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum


Maan bhi jaaye agar hum
Tumhara kehna sahi hai
Ye to batao aisa kya hai
Us mein jo hum mein nahi hai
Socha nahi tha ho sakte ho
Tum itne bhi anadi
Maar rahe ho aap hi apne
Pairo par kulhadi
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum


Mere sanju height
Height to meri bhi hai
Mere sanju ki fight
Fight to meri bhi hai
Mere sanju ke baal
Kudi baal to sade bhi hai
Mere sanju chaal
Chaal to meri bhi hai
Mere sanju body
Body to meri bhi hai
Uski kaali kaali aankhen
Thodi to meri bhi hai
Mere sanju ki smile
Mere sanju ki ada
Har handsome hai uspe fida
Har handsome hai uspe fida
Har handsome hai uspe fida


Actually dekha jaaye to
Humko bhi hai wo bhata
Really uski filmo mein
Bahot maza hai aata
Ab behas karna tum chhodo
Waqt nahi hai jyada
Bas sanju se milna hai
Pakka hai ye irada
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum
Sanju ko pehchano tum
Uski kadar karna jano tum.



Movie/album: Nidaan
Singers: Nandu Bhende (Sadanand Atmaram Bhende), Sagarika Mukherjee
Song Lyricists: Gautam Joglekar
Music Composer: Rahul Ranade
Music Director: Rahul Ranade
Music Label: PAN Music
Starring: Nisha Bains, Sunil Barve, Shivaji Satam, Reema Lagoo, Mohan Joshi, Dilip Prabhawalkar, Shama Deshpande, Shagufta Ali, Sunil Shinde, Sanjay Dutt
Release on: 28th July, 2000
1. Who is the music director of the song Waqt Ki Keemat
Ans: Waqt Ki Keemat song music director is Rahul Ranade
2. Who is/are the singer/singers of the song Waqt Ki Keemat
Ans: Waqt Ki Keemat song singers are Nandu Bhende (Sadanand Atmaram Bhende), Sagarika Mukherjee
3. Who is the Composer of the song Waqt Ki Keemat
Ans: Waqt Ki Keemat song composer is Rahul Ranade
4. Who is the Lyricist of the song Waqt Ki Keemat
Ans: Waqt Ki Keemat song lyricist is Gautam Joglekar
5. What is the movie of the song Waqt Ki Keemat
Ans: Waqt Ki Keemat song is from Nidaan
6. Who wrote the song Waqt Ki Keemat
Ans: Waqt Ki Keemat song is written by Gautam Joglekar

Find other songs in - Nidaan

1
Aaja Re Chanda

Kavita Krishnamurthy, Ravindra Sathe

2
O Kartar

Sanjeev Abhyankar

3
Hum Aur Tum

Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar

4
Agar Ho Pyar

Suresh Wadkar