Monday, tusday, wednesday
No
Thursday, friday, saturday
No
We love sunday its a holiday
We love sunday its a joliday
Hume pasand hai ek hi var
Kahte hai jisko ravivar
Har dil pe jo laye bahar
Ise kahte hai ravivar
We love sunday its a holiday
We love sunday its a joliday
Bana hai kaise ye sansar
Humko kya
Radio kiski khoj hai yaar
Humko kya
Kisne banayi motar car
Humko kya
Hume aam khane se matlb
Pead hme kya ginna
Pead hme kya ginna
Har din ko itvar banade
Apni ek tamnna
Apni ek tamnna
Eed diwali, eed diwali roj manaye
Lahraye khushi ke jhande
We love sunday its a holiday
We love sunday its a joliday
Duniya chapati ho ya gol
Humko kya
Dharti pe suraj ka control
Humko kya
Chand ki jo khul gayi hai pol
Humko kya
Hindi, english,ganit or sanskrit
Kis ki kare taiyari
Kis ki kare taiyari
Ek jubani kitni yaad karegi
Ek juban bechari, ek juban bechari
Bhasao ke chakar me
Bhasao ke chakar me
Pad gaye hath paav thande
Pad gaye hath paav thande
We love sunday its a holiday
We love sunday its a joliday
Ki sikandar ne chadayi hamko kya
Poras ne jo ki ladai hamko kya
Khub ladi jo lakshmi bhai hamko kya
Roj padaye hamko ladai
Jo itihas ke andar
Jo itihas ke andar
Wo teacher kehte hai
Shanti rakho class ke andar
Shanti rakho class ke andar
Apni samjh ke bahar hai
Apni samjh ke bahar hai
Talim ke yeh hatkande
We love sunday its a holiday
We love sunday its a joliday
Hume pasand hai ek hi var
Kehte hai jisko ravivar
Har dil pe jo laye bahar
Ise kahte hai ravivar
We love sunday its a holiday
We love sunday its a joliday
We love sunday its a holiday
We love sunday its a joliday.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Manohar Rai
Lata Mangeshkar