Tabdiliya jahan ki
Rasmo riwaj kya hai
Yeh log jante hai kal
Kya tha aaj kya hai
Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ik daur hai
Woh jahan aur tha
Yeh jahan aur hai
Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ik daur hai
Woh jahan aur tha
Yeh jahan aur hai
Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ik daur hai
Woh jahan aur tha
Yeh jahan aur hai
Zindagi ke hai chehre
Kayi aur isape hai pehre kayi
Zindagi ke hai chehre
Kayi aur isape hai pehre kayi
Dekhiye toh yaha kuchh
Nahi sochiye kabile gaur hai
Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ik daur hai
Woh jahan aur tha
Yeh jahan aur hai
Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ik daur hai
Woh jahan aur tha
Yeh jahan aur hai
Zindagi ke naye sanj par
Kyun thirkate hain ujale badar
Zindagi ke naye sanj par
Kyun thirkate hain ujale badar
Lut gayi hai kalin ki hasin
Chhin gaya phul kaa bakpan
Lut gayi hai kalin ki hasin
Chhin gaya phul kaa bakpan
Khamoshi me bada shor hai
Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ik daur hai
Woh jahan aur tha
Yeh jahan aur hai
Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ik daur hai
Woh jahan aur tha
Yeh jahan aur hai
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Kisko sunaye kisho
Bataye duniya ki dastan
Hamse kafa hai hamse
Juda hai kal the jo meherban
Kisko sunaye kisho
Bataye duniya ki dastan
Hamse kafa hai hamse
Juda hai kal the jo meherban
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Shayari shayari dil
Ki aawaj hai meri
Aao dilo ko phirse
Milaye kirdar nek ho
Duri bhulake nafrat
Mitake ham phirse ek ho
Aao dilo ko phirse
Milaye kirdar nek ho
Duri bhulake nafrat
Mitake ham phirse ek ho
Ham phirse ek ho ek ho
Ham phirse ek ho ek ho.
Adil Hussaini, Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra)
Satish Batra
Adil Hussaini
Sunidhi Chauhan