Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they
Ek pal rahe kabhi na juda hum tum se
Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they
Mere saamne khadi hain
Ghadiyaan tere milan ki
Mere dil ki tezz dhadkan
Woh mehek tere badan ki
Meri baahon mein aake
Tera pyaar se machalna
Teri choodiyon mein ghoonj thi
Mere bekaraar mann ki
Ek pal rahe kabhi na juda hum tum se
Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they
Woh suhaane din woh saawan
Tere ghar ka fika aangan
Badi meherbaan ghata thi
Jo garaj garaj ki barsi
Kabhi bijaliyon ke darse
Mere sine se tu lipati
Kabhi saukh se jo simati
Toh sambhal na paayi dhadkan
Ek pal rahe kabhi na juda hum tum se
Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they
Teri yaad zindagi ki
Zanjeer ban gayi hain
Mere jaan yeh judaai
Taqdeer ban gayi hain
Bade na samajh hi mujhko
Jo samajh rahe hain zinda
Meri moat zindagi ki tasveer ban gayi hain
Ek pal rahe kabhi na juda hum tum se
Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they
Ek pal rahe kabhi na juda hum tum se
Woh bhi kiya din they
Woh bhi kiya din they.
Asha Bhosle
Jayshree Shivram
Chetan Shashital, Usha Khanna