Woh mere peechhe
Padi huyi hai
Pahle baat jar si thi
Ab itni badhi hui hai
Woh mere peechhe
Padi huyi hai
Pahle baat jar si thi
Ab itni badhi hui hai
Ho gaya mujhpe josh
Jawani mein ek ulta kam
Ho gaya mujhpe josh
Jawani mein ek ulta kam
Har kisi se ho sakta hai its natural
Lekin aa haha ab to ho gayi
Lekin aa haha ab to ho gayi
Mere din ki nind haram
Lekin aa haha ab to ho gayi
Mere din ki nind haram
Kha kha khane bhi na de
Pi pi pine bhi na de
Aa aa aane bhi na de
Ja ja jane bhi na de
Khane de na pine de na
Aane de na jane de na
Rone de na gane de na
Marne de na jine de na
Dil kisi or se lagane bhi na de
Aisi wo jidd pe adi hui hai
Woh mere peechhe
Padi huyi hai
Pahle baat jar si thi
Ab itni badhi hui hai
Woh mere peechhe
Padi huyi hai
Pahle baat jar si thi
Ab itni badhi hui hai
Jo pita hai sharab ko
Sarur ho hi jata hai
Nasha aakhir nasha hai
Kasur ho hi jata hai
Wo uljhi thi mujhse
Main uljha tha usse
Wo uljhi thi mujhse
Main uljha tha usse
To uljhan mein kuchh na kuchh
Jarur ho hi jata hai
Muh manga dam lele
Dam nahi to jan lele
Izzat hai teri bhi
Abru hai meri bhi
Shor kyu machati hai
Pas mein kyu jati hai
Deti hai duahi kyu
Jag mein hasai kyu
Wo bhi bhali main bhi bhala
Wo bhi bhali main bhi bhala
Aaj kare faisla
Shayad wo aa gayi
Pata mera pa gayi
Shayad wo aa gayi
Pata mera pa gayi
Pahale wo jinjodegi
Phir andar kar ke chhode gi
Pahale wo jinjodegi
Phir andar kar ke chhode gi
Ankhiyo ke samne
Dekh lo wo khadi hai
Woh mere peechhe
Padi huyi hai
Pahle baat jar si thi
Ab itni badhi hui hai
Woh mere peechhe
Padi huyi hai
Pahle baat jar si thi
Ab itni badhi hui hai.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar