Laila mallika ishq ki aur majnu sultan
Laila majnu ka yaha kissa karu bayan
Bachpan se majnu miya
The rangin mizaz
Laila se kahne lage
Kar buland aawaz
Kya kahne lage
Teri baki ada pe
Main khud hoon fida
Teri baki ada pe
Main khud hoon fida
Apni chahat ka
Dilbar baya kya karu
Yaad aati rahe sakal bhool teri
Yaad aati rahe sakal bhool teri
Main to laila hi laila pukara karu
Main to laila hi laila pukara karu
Yaad aati rahe sakal bhooli teri
Main deewani hoon par
Aisi wahsat nahin
Main deewani hoon par
Aisi wahsat nahin
Jo teri justzu mein
Yun bhatka karu
Dil ke shishe mein
Teri tasveer hain
Dil ke shishe mein
Teri tasveer hain
Jab bhi chahu main
Tera nazara karu
Jab bhi chahu main
Tera nazara karu
Dil ke shishe mein
Teri tasveer hain
Roz laila ki gali mein
Kaise deta tha sada
Bhikh de uska bhala
Aur jo na de uska bhala
To sunke is aawaz ko laila
Jo dar pe aa gayi
Bhikh dena dur tha
Majnu se kasha le liya
Bol majnu bol tujhko
Chahiye khairat kya
Mai hu khud tujhpe nichavar
Malo dar ki bat kya
Bhikh deni hai to apne jalwo ki de
Sona chandi main lekar
Bata kya karu
Sona chandi main lekar
Bata kya karu
Yaad aati rahe sakal bholi teri
Chal ri laila hum chale
Is duniya se dur
Jaha pe do premi na ho
Milnse se majboaur
Ishq mere majnu nahin
Bas nazro ka khel
Jeevan bhar ka sath hain
Ye ruho ka mel
Mere jalwe to hain bas
Tere hi liye
Mere jalwe to hain bas
Tere hi liye
Rashme duniya
Nibhane ko parda karu
Rashme duniya
Nibhane ko parda karu
Mere jalwe to hain
Bas tere hi liye
Laila majnu majnu laila
Ek jan hai do saye
Tujhme laila mujhme majnu
Nazar hame hi aaye
Itna acha duniya hamko
Jitna jaldi mitaye
Sache premi sache aashiq
Mit kar hi mil paye
Hamse mutasir hoke pyar ke
Jayenge deep jalaye
Baad hamare apne kisse
Jayenge dohraye
Tu sanam maan kar
Mujhko chaha kare
Tu sanam maan kar
Mujhko chaha kare
Main khuda jaan kar
Tujhko sajda karu
Main khuda jaan kar
Tujhko sajda karu
Yaad aati rahe sakal bholi teri
Yaad aati rahe sakal bholi teri
Main to laila hi laila pukara karu
Main to laila hi laila pukara karu
Yaad aati rahe sakal bholi teri.
Kishore Kumar
Anuradha Paudwal, Shiv Kumar
Sushil Kumar
Aarti Mukherji, Dilraj Kaur
Anuradha Paudwal, Sushil Kumar
Asha Bhosle