Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Paisa kya karna hai tere liye jina hai
Tere liye jina hai tere liye marna hai
Yaar dildar tere jaisa chahiye
Pyar ke liye magar paisa chahiye
Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Dil kahi or aankh kahi or
Mere jhuthe balma tere dil mein chor
Dil kahi or aankh kahi or
Mere jhuthe balma tere dil mein chor
Daulat ka deewana banta hai parwana
Parwana
Tu naam badnam nahi aisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Yaar dildar tere jaisa chahiye
Pyar ke liye magar paisa chahiye
Sathi tere sath mein aisi saji raat mein
Dulhan jaise ho koi choro ki barat mein
Sathi tere sath mein aisi saji raat mein
Dulhan jaise ho koi choro ki barat mein
Lut jayegi rani teri ye jawani
Ye jawani
Tujhe nigeban mere jaisa chahiye
Pyar ke liye magar paisa chahiye
Yaar dildar tujhe kaisa chahiye
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Dekh bahane chhod de
Jhutha rishta tod de
Mera kahna maan le
Zalim ye zid chhod de
Mat kar beimani mat kar nadani
Mat kar beimani mat kar nadani
Dekh bahane chhod de
Jhutha rishta tod de
Mera kahna maan le
Zalim ye zid chod de
Mat kar beimani mat kar nadani nadani
Pyar chahiye ke paisa chahiye
Na paisa chahiye na pyar chahiye.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar