Ek nazar dekhna
Hai bas mujhko
Parda e husn tut jaayega
Jo nigaahon se dur baitha hai
Wo nigaahon ke paas aayega
Yaar mera arey pyaar mera
Yaar mera bachke
Kaha jaayega
Pyaar mera bachke
Kaha jaayega
Meri aawaz se naazu
Andaaz se
Raks karta hua bazm
Mein aayega
Yaar mera bachke
Kaha jaayega
Pyaar mera bachke
Kaha jaayega
Kisko bachne ki ab
Kisko bachne ki ab
Aarzoo hai yaha
Dur jaane ki hasrat
Kise hai miya
Hum to jalwa dikhne
Ko betaab the
Tune aawaz di aa
Gaye ham yaha
Mere aagosh mein
Chand muskayega
Yaar tera bachke
Kaha jaayega
Pyaar mera bachke
Kaha jaayega
Yaar tera bachke
Kaha jaayega
Pyaar mera bachke
Kaha jaayega
Raatsa mere kothe
Ka dushwar hai
Bich mein is zamane
Ki deewar hai
Ishq kya jo
Dushwariyo se dare
Ghut ke mar jaaye chup
Chup ke aahe bhar
Sar pe bandhe kafan
Sar pe bandhe kafan
Main yaha aa gaya
Yaar ka tumne
Deedar to paa liya
Hai duaa yaar ka
Dar salamat rahe
Laakh sajde kare
Sar salamat rahe
Pyaar kya hai zamane
Ko dikhlaayege
Jaan dekar bhi ham
Tujh ko paa jaayenge
Yeh jaha jo sitam
Apne dohrayega
Yaar tera bachke
Kaha jaayega
Pyaar mera bachke
Kaha jaayega
Yaar tera bachke
Kaha jaayega
Pyaar mera bachke
Kaha jaayega.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Nitin Mukesh Chand Mathur, Usha Mangeshkar
Bhupinder Singh
Bhupinder Singh, Usha Mangeshkar
Usha Mangeshkar