Yahi hai teri duniya toh
Phir tuhi nahi bhagawan
Banaye kaise ye insaan
Banaye kaise ye insaan
Yahi hai teri duniya toh
Phir tuhi nahi bhagawan
Kaise ye insaan banaye
Banaye kaise ye insaan
Banaye kaise ye insaan
Is duniya ke dagar dagar par
Paap ka patera aadera
Tuhi bata de kab tak hoga
Is duniya mein sawera
Tuhi bata de kab tak hoga
Is duniya mein sawera
Ye tere insaan rahenge
Kab tak yun hewaan
Banaye kaise ye insaan
Banaye kaise ye insaan
Yahi hai teri duniya toh
Phir tuhi nahi bhagawan
Kaise ye insaan banaye
Banaye kaise ye insaan
Banaye kaise ye insaan
Bhai bahenka pyaar na samje
Kaisi hai duniya teri
Bhai bahenka pyaar na samje
Kaisi hai duniya teri
Teri nazaro ki ahi aage
Lut gayi izzat meri
Tu patthar ki murat hai
Kyaa samjhe armaan
Banaye kaise ye insaan
Banaye kaise ye insaan
Yahi hai teri duniya toh
Phir tuhi nahi bhagawan
Banaye kaise ye insaan
Banaye kaise ye insaan.
Lata Mangeshkar
Meena Kapoor
Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Francis Vaz, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar