Ye ghar aapka hai
Ye ghar aapka hai
Chale aayiye jee
Magar dard e sar
Ko na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Hawaadaar hai
Aapka husn itna
Hawaadaar hai
Aapka husn itna
Takalluf mein pankhaa
Na jhallayiye jee
Na jhallayiye jee
Na jhallayiye jee
Na jhallayiye jee
Suna pyaar hota hai
Chingariyon sa
Ho o o o
Suna pyaar hota hai
Chingariyon sa
Hawaa deke shole
Na bhadkaiye jee
Magar dard e sar
Ko na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Ye ghar aapka hai
Chale aayiye jee
Sunee aapki itni
Taareef hamne
Ho o o o
Sunee aapki itni
Taareef hamne
Zara si dawaa bhi
To ban jaayiye jee
Ho
Magar dard e sar ko
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Ye ghar aapka hai
Chale aayiye jee
Hamen dard dekar
Dawaa maangte ho
Ho o o o
Hamen dard dekar
Dawaa maangte ho
Mareezon ko itna
Na tadpaayiye jee
Magar dard e sar
Ko na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Ye ghar aapka hai
Chale aayiye jee
Gulon ke labon pe
Dawaa dard ki hain
Ho o o o
Gulon ke labon pe
Dawaa dard ki hain
Kabhi muskura ke
To sharmayiye jee
Magar dard e sar ko
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Na le aayiye jee
Ye ghar aapka hai
Chale aayiye jee.
Asha Bhosle, Sudha Malhotra
Suman Kalyanpur, Usha Timothy
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
G. M. Durrani, Sudha Malhotra
Lata Mangeshkar